Home > Urdu poets and writers of Rajasthan by Muslim Saleem > Urdu poets and writers of Rajasthan by Muslim Saleem

Urdu poets and writers of Rajasthan by Muslim Saleem

is site has been shifted to

http://www.khojkhabarnews.com/?p=58280

  1. sayed sajid ali tonki
    February 18, 2012 at 10:25 pm

    please name the detail list of urdu writers of rajasthan.

    • February 18, 2012 at 11:28 pm

      Dear Sajid, kindly send me whatever details you have about poets and writers of rajasthan

      Muslim Saleem

  2. sayed sajid ali tonki
    March 2, 2012 at 10:56 pm

    Janab Saleem Sahab, Nowadays I am busy to finalize my research work entitled ” Tonk mein Urdu ka frough”. Many chapters of this book have already published in leading Urdu Newspapers and magazines of India like Urdu ki ja-e= pedaish, Tonk college ki khidmat, A.P.R.I Tonk ki Urdu Khidmat, Tonk ki adabi anjumanein, Tonk ke taleemi idare aur Urdu. Sone unpublished articles of this book are as under:- Tonk ke shora, Tonk ke nasr nigar, Tonk mein drama nigari ka farough, Review on important Urdu books books related to Tonk, Tonk ke kutub Khane etc. I have also written three books on different personalities of Rajasthan who migrated South Africa. These three books are Moulana Zuber Ali Shakhsiat aur khidmat, Moulana Qasim Ali Afriqui , Safer Nama Junubi Africa. I have written three books in Urdu on Economics, banking and Small Savings. Rajasthan Urdu Academy had awarded one of my books entitled “Hidustani Iqtisadi Masail” in1991.

    • March 3, 2012 at 1:44 pm

      Dear “Sajid sb,
      Kindly send your biodata and picture for inclusion in the directory. You can send other poets and writers’ material as well.
      Best wishes
      Muslim Saleem

      • sajid ali tonki
        March 3, 2012 at 11:09 pm

        Please send your e-mail id.

      • March 5, 2012 at 7:50 pm
      • March 5, 2012 at 8:07 pm

        Janab Saleem Sahab ,my face book ID is as under,
        sayedsajid45@yahoo.in

        My biodata and other information is available on face book

      • March 5, 2012 at 11:39 pm

        Dear Sajid sb
        Your faceboo\k biodata does not have your address, phone number, parents names and other details.

        Muslim Saleem

      • March 7, 2012 at 12:20 am

        Name Sayed Sajid Ali S/o Janab Sayed Amjad Ali , D.O.B:- 05.06.1958, Qualification :- B.Sc.(Biology), M.A(Economics), M.A (Urdu). N.E.T(Qualified). Presently Working as Chief Supervisor in Central Pairing Office (Meghdoot Bhawan New Delhi 110001, IN D.O.P Ministry of communication. Permanent Address:- Ali Manzil Rajban Tonk Rajasthan 304001. Postal Address:- 17/4B Kalibari Marg New Delhi 110001. Phone No. 011-23368656, 8860106255.
        Ten books have already been published in Urdu language namely Hidustani Iqtisadi Masail, Quomi Bachat aur Dak Khane, Bank Biyaj aur bai, Kakhe Ghriban,Moulana Zuber Ali Shaksiyat aur Khidmat, Safer Nama Junubi Afriqa,Janib-e Haram, Moulana Qasim Ali Afriqui,Tadreesi Masail, Jadeed Taleem aur Hamar-e Madaris.About one Hundred articled on Social Science and Literature have been published in leading Urdu magazines and New Papers so far, One book entitled Tonk mein Urdu ka farough is going to be published shortly.

  3. 2232006
    March 3, 2012 at 3:13 pm

    Assalamu alaikum Salim sh
    jazakallah ,Allah apki koshish or nek nami me mazeed izafa kare or apko apne hifzo amaan me rakhe apka blog waqyi bohot kamyaab he or humari nacheez tehreer ko shamil kr jo zeenat bakhashi he uska shukriya
    Allah hafiz
    Dr Zaiba zeenat
    Jaipur

  4. March 3, 2012 at 10:39 pm

    Please see the attachment as desired. Sayed Sajid Ali

    • March 5, 2012 at 7:37 pm

      Janab Saleem Sahab ,I am sending some photo graph for your perusal.

  5. March 8, 2012 at 10:01 pm

    Asslamu alaikum(w.w),
    Jazakallah. Allah aap ko apn-e maqasid mein kamyabi ata farma-e.
    Sasjid Ali

    • March 9, 2012 at 11:59 pm

      Amin.
      Mera maqsad poori Urdu bradari ko ek maqam pa laane ke siwa aur kuchh naheen.

      Muslim Saleem

  6. asad ghazali
    March 17, 2012 at 5:21 am

    the big name of rajistan Qabil ajmeri not here?

  7. Sayed Sajid Ali Tonki
    March 17, 2012 at 11:09 pm

    Qabil Ajmeri ki shairi aur halat-e zindagi per mabni ek monograph Janab Ahtesham Akhter Sahab ne tehreer farmaya tha. Yeh monograph 1994 mein Rajasthan Urdu Academy ke mali taawun se Sha-e hua tha.

  8. Shiraz Mahdi
    April 9, 2012 at 3:18 am

    Assalamalaikum, Main Marhoom Rahi Shahabi saahab ke majmoo-e-kalaam, ek arse se dhoond rahaa hoon. Aapki madad mujhe darkar hai. main use kaise haasil kar saktaa hoon yaa aap mujhe koi suraagh bataaeN.

    • April 9, 2012 at 9:03 am

      Dear Shiraz
      You may contact Dr. Zeba Zeenat. Her address and phone number is given in this directory. Also please send if you have some additional information about Rahi Shahab to me on my email address
      muslimsaleem@rediffmail.com

      Best wishes

      Muslim Saleem

    • April 9, 2012 at 12:59 pm

      Dear Suhail sb
      Urdu badi bekasi aur be-hisi ke daur se guzar rahi rahi. Jo log aage-aage hain wo yaa to apni dookandari mein lagey huey hain yaa phir Urdu sey apni rozi-rote chalaney mein masroof hain. Meri umr ka beshtar hissa English sahafat mein guzra hai. lekin mein Urdu key ta’yeen apna farz adaa karney ki sa’yee kar raha hoon. Na to mera Tamil Nadu, Agra, Aurangabad aur kuchh deegar shahron se koi ta’alluq hai aur na kabhi mein waha gaya hoon. Bawajood iskey aur wasail ki qillat ke, main tan-e-tanha Urdu ki web directories murattab karta chala ja raha hoon. Main kisi se maali madada ka khwahaan naheen, lekin mawad wa tasaveer ki madad zaroor chahta hoon. Is silsile mein agar aap kuchh kar saktey hon to zaroor karen.

      Khair andesh

      Muslim Saleem

      • Sohail Ahmed Siddiqui
        May 11, 2012 at 11:04 am

        Jee aap ka aur mera muaamila aik sa hai…meiN agar mehz Sho’era ka taaruf aur tazkira, neez iss qism ka mawaad dena chahooN tou boht hai…Asl meiN aap k tawasut se tamam Subajaat, bashamool, Rajasthan, Tamil Nadu waghera k Ahle Qalam se guzaarish hai k Urdu se unn k elaaqay kee zaban ka taalluq se kuchh tehqiqi mawaad mujhay email kerdeiN tou badi enayat.

  9. Sayed Sajid Ali Tonki
    April 11, 2012 at 7:47 am

    Mohtram Janab Muslim Saleem Saheb
    I have some group photo graphs related to the Urdu poets and writers of Rajasthan . If your good-self is agree,it may be forwarded through email.
    With regards
    Sajid Ali Tonki

    • April 11, 2012 at 11:41 am

      Dear Sajid sb, asak
      You are most welcome to send the pictures of poets and writers of Rajasthan.It will be indeed a great contribution.

      Best wishes
      Muslim Saleem
      muslimssaleem@rediffmail.com

  10. syed javed ali
    March 13, 2013 at 2:26 am

    Assalaamoalaikum,

    Jabke rindaane kharaabat badal jaaten hain
    Dair o kaaba ke maqaamaat badal jaaten hain

    X x x

    Wusate daamane dil chaahiye warna kyonkar
    Range ‘khursheed’ men zarraat badal jaate hain

    Trying to comprehend how a famous personality in urdu poetry in
    The fifties and sixties Syed Imtiyaaz Ali ‘Khursheed’ *Ajmeri
    Is forgotten by the current literateurs of our times.

    Jazaakallah
    Syed javed Ali
    S/o Syed Imtiyaz Ali
    Lusaka,
    Zambia
    sjaavedali@gmail.com

    • March 15, 2013 at 10:58 pm

      Dear Javed, asak
      Received your comment about your father Syed Imtiyaz Ali being a poet of Rajasthan. I have only visited Ajmer Sharif occasionally and my visits have remained confined to Dargah Sharif only. I have been compiling this directory living at Bhopal on the basis of infomation gathered from magazines and mails sent by concerning people.

      You are welcome to send details about your father and his photograph. They will included in the directory.

      There is no conscious effort on my part to ignore anyone. Rather, I have been highlighting foregotten people.

      Best wishes

      Muslim Saleem

  11. Sayed Sajid Ali Tonki
    March 14, 2013 at 7:03 pm

    Janab Muslim Saleem Sahab, Aadab.My book entitled ” Tonk mein Urdu ka Farough ” has been publishe d recently.Name of some important Urdu Poets and writers of Tonk are given as under:
    Sayed Asgher Ali Aabru, Munshi khalilur Rahman Joush,Nazish,Ahmad Ali khan Rounaq,Hafiz Ubedullah Baseer, Soulat Tonki,Ahmed Saeed Sagher, Daood Khan Akhter Sheerani, Aashiq Tonki,Nawab Ibraheem Ali Khan Khaleel, Habeebullah Fizai, Sharfuddin Yaas, Shafaq Tonki,Abdus Sami Khan Sami, Hamid Saeed Khan Sahil,Kaif Tonki, Mohammede Umer Jaam, Saif Tonki, Johat Tonki, Imdad ALI khan Nazar, Abdul Hai Rana, Khabri,Ubaidulla Khan Feroz, Nawab Saadat Ali Khan Saeed, Mohammed Ibraheem Roohi, Sharer, Shaad Tonki, Joher Saeedi, Nazir,Zagh Tonki, Saib Tonki,Khanda Tonki, Baser Tonki, Iftikhar Ali Khan Iftikhar, Bismil Saeedi, Gul Tonki, Nishat ,Faiz Tonki, Chandan Bharti, Manoher Sahai Anwer, Nawab Ismail Ali Khan TAAJ, Dil Ayyubi,Adil Tonki, Ibn Ahsan Bazmi, Makhmoor Saeedi,Raza Tonki, Murad Tonki, Saleemulla Wasif, Umer Saifi, Shuja Ur Rahman Faza Azeezi, Zahoor Ahmed Siddiqui Nazer, Rana Tonki Qawi Tonki, Khalid Saher,Tabish Tonki, Sakhawat Shameem, Ismail Nizami, Faraz Hamidi, Akber Shahabi, Imdad Ali Shameem, Azra Nikhat, Sadioq Bahar,Mukhtar Tonki, Abid Aqil Sabir Hasan Raees, Arshad Abdul Hameed, Izhar Masarrat, Shouq Tonki, Kajal Tonki, Iqbal Hasan, Zia Tonki, Tajwer, Fazle Razzaq Arshad,Ayyub Jam, Rafeeq Alam Rafeeq, Shareef.

    Tonk ke nasr Nigar:-Ustad Aabru, Prof, Mehmood Sheerani, Sbz. Shoukat Ali Khan, Abul Faiz Usmani, Manzoorul Hasan Barakati, Zuber vAli Afriqui, Hakeem Rafeeq Khan,Moulana Barkat Ahmed Sahab,Sbz. Abdur Rahman Khan,Sbz Abdut Tawwab Khan,Mushtaq Ahmed Yusufi, Shamsi Tehrani, Makhmoor Saeedi,Azad Qasmi, Abdul Hai Faiz, Javed Habeeb, Mukhtar Tonki, Aarefa Sultan, Umer Jahan, Rifat Akhter, Akber Shahabi, Hanuman Singhal, Arshad Abdul Hameed, Sayed Sadiq ALI, Husn Aara,, Anwarun nisa Nadira, Azeezullah Sheerani,Misbahiddin Shahid, Mehdi Tonki, Azam Shah, Qeser Rasheed Bharti, Masood Akhter, Maqool Ahmed Naddeem, SM Faisal, ZXaka Tonki,.
    Sajid Ali Tonki.

  12. March 17, 2013 at 9:28 pm

    Meri maaloomaat meiN aisay izaafay kernay k liye boht boht shukriya….Tonk ya Rajasthan meiN Urdu ka farough boht wasi mauzoo hai; yaqeenan hum sub iss kaam kee isha’at k muntazir heiN.

    • Sayed Sajid Ali Tonki
      March 17, 2013 at 10:05 pm

      Janab Sohail Saahab,Asslamu Alaikum(W.W),
      Mein aap ko ek copy ” Tonk mein Urdu ka farough” ki irsal kerna chahta hoon, barahe karam apna pata mail ker dein.

      • March 18, 2013 at 8:45 pm

        Huzoor aap kee boht enayat k mujhay iss qaabil jana. Pata darj ker raha hooN, upni Facebook per dekhiye.

  13. March 18, 2013 at 9:00 pm
  1. No trackbacks yet.

Leave a comment